Jaane yeh sukhi teheniyon se, Kaisa yeh lagav hai
Jaane yeh chubhan se, Kaisa yeh naata hai
Jaane in lamhon se, Kaisa yeh rishta hai
Jaane is tanhayee se, Kaisa yeh sambandh hai
Jaane yeh kaisa guman hai, jo tut kar bhi nahi toot ta
Jaane yeh kaisa gurur hai, jo chut kar bhi nahi chutata
Jaane yeh kaisi azadi hai, jo khul kar bhi nahi khulti
Jaane yeh kaise aasun hai, jo beh kar bhi nahi behete
Jaane yeh kaisi shakthi hai, jo chaha kar bhi saans nahi leti
Jaane yeh kaisi
Na jaane yeh kaisi
Tum hi to ho
Fir dusron mein kyun tumhi ko dhundete hain
Tum hi to ho
Fir kyun yeh khalish si hai
Yours
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai
Duniya mein yun hi hota hai
- ZNMD

No comments:
Post a Comment