Iittala to use kiya jata hai
Jiski koi khabar ho
Guzarish to unse ki jati hai
Jiski sulajhne ki koi gunzaish ho
Kya karein agar yeh dil-e-nadan
Rootha hai humse
Kya karein yeh aapka khayal hi to hai
Jo kambakkht saath nahi chodta
Kya karein yeh aap hi to hai
Jo hamein tanha nahi chodte
Kabhi lagta hai mano tum yahin ho
Kabhi lagta hai mano tum nahi ho
Kabhi apni soch pe tha guroor mujhko
Kabhi apni chaahat pe tha yakeen mujhko
Woh sapne kuch anmol se the
Woh lamhe kuch najook se the
Woh mod kuch ajeeb se the
Kuch baatein aaj bhi khalaqti hai mujhe
Kuch yaddein aji bhi chubhti hai mujhe
Aabhas to aaj bhi hota hai tumhara
Zindegi to aaj bhi haseen hai meri
Pal to aaj bhi sunhare hai mere
Bas kahin jaise kisi kone mein
Ek pal sa kho gaya hai
Ek moti sa bikhar gaya hai
Ek andhere sa bujh gaya hai
Ek phool sa murjha gaya hai
Tumhari
Hum un aatishon se hain, jo mit te nahi
Hum un angaro se hain, jo bujhte hain
Hum us aag ki tarah hain,
Jo sulagta bhi hai aur jalata bhi hai
Jiski koi khabar ho
Guzarish to unse ki jati hai
Jiski sulajhne ki koi gunzaish ho
Kya karein agar yeh dil-e-nadan
Rootha hai humse
Kya karein yeh aapka khayal hi to hai
Jo kambakkht saath nahi chodta
Kya karein yeh aap hi to hai
Jo hamein tanha nahi chodte
Kabhi lagta hai mano tum yahin ho
Kabhi lagta hai mano tum nahi ho
Kabhi apni soch pe tha guroor mujhko
Kabhi apni chaahat pe tha yakeen mujhko
Woh sapne kuch anmol se the
Woh lamhe kuch najook se the
Woh mod kuch ajeeb se the
Kuch baatein aaj bhi khalaqti hai mujhe
Kuch yaddein aji bhi chubhti hai mujhe
Aabhas to aaj bhi hota hai tumhara
Zindegi to aaj bhi haseen hai meri
Pal to aaj bhi sunhare hai mere
Bas kahin jaise kisi kone mein
Ek pal sa kho gaya hai
Ek moti sa bikhar gaya hai
Ek andhere sa bujh gaya hai
Ek phool sa murjha gaya hai
Tumhari
Hum un aatishon se hain, jo mit te nahi
Hum un angaro se hain, jo bujhte hain
Hum us aag ki tarah hain,
Jo sulagta bhi hai aur jalata bhi hai
No comments:
Post a Comment